Problems in Railway Journey, Consumer complaint about Indian Railway

Complain ID : CCN022425   73  

Railway Complaint Complaint Date: September 8, 2016
Modified date: September 9, 2016
sir me train no 19325 , pnr no. 8538176109 , coach S10,65 ko Date - 02/09/2016 ko biyavara rajagar se gwalior ke liye train ka tatkal me ticket double rupee dekar ticket karaya par jab me coach me pahucha tho baha pura coach cockroaches se fara hua tha baha waithne tak ki postion nahi thi .... jiske karn muje sari rat gate par khade hokar aana pada ... jis ke liye muje harjana milna chaiye indian railway se. hamre coach me ek 5 saal ka baccha jo bahut dar gaya tha mere pass video bhi h.. cockroaches ki kis tarah coach me passenger se jyada cockroaches the

muje ab life me abtak ki sabse jyada problem ko handel karna pada

Share Now Ask Question Reply Now Contact Submit Complaint

Related complaints

Complaints

    Service issue | Complaint | Query | Feedback | Suggestion | Reply