Khata na chalu karne ki shikayat

Complain ID : CCN059289   58  

Banks Complaint Complaint Date: August 27, 2022
Mai bebi nisha mera khata number 730210110005702 hai mera khata band ho gaya tha maine chalu karne ke liye bank me adhar aur photo aur foam 3 din pahle jama kar diya tha jo abhi tak khata chalu nahi kiya gaya h mera khata chalu karaya jaye mujhe bahut pareshani ho rahi h jaldi se jaldi mera khata chalu karya jaye aapki Maher bani hogi thank you

Share Now Ask Question Reply Now Contact Submit Complaint

Related complaints

Complaints

    Service issue | Complaint | Query | Feedback | Suggestion | Reply