Shivanityagi

Complain ID : CCN044620   62  

Chief Minister Complaint Complaint Date: April 5, 2020
Hello Kejriwal Sahab namaskar Sar Mein TV Ki Bimari Sar Mere per Mere Pati private bus chalate Hain Sar 3 mahine Ho Gaye Malik ne koi salary Nahin Diye Ek rupaye bhi February tak ki koi salary Nahin Di Hai Sar mein bahut Pareshan hun main abhi journal hospital mein admit Thi Mere Ghar Mein khane ke liye bhi Kuchh Nahin Hai Main kirae per rahti hun Sar Mere teen bacche Hain 8 din ho gaye Mere Ghar Mein khana bhi nahin Banaya Mein Marne Ki Halat ho rahi hai agar Malik per phone karte hain to hamare number black list mein Dal chuke hain vah aur bolate Hain mere pass mein koi paise nahin hai agar paise mangte Hain Main Unse Baat Kari main bahut Royi unke Samne Ki Main admit hun hospital mein meri tabiyat bahut jyada kharab hai Ham complaint kar denge to bolane Lage kar lo complaint dekh Lunga Mein Ham nahin darte hain sharm February Tak ki salary Hai Ek rupaye bhi usne Hamara nahin diya hai Sar please main aapse Hath jodkar bol rahi hun Sar Ham kirae per Rahte Hain Meri donon beti Jawan Ho Rahi Hai Sar Hamare ghar mein 8 din ho gaye khana bhi nahi Hamari Marne tak ki halat Ho Rahi Hai Sar please Hamari madad Kijiye aap Sabki madad karte ho main bahut Mushkil se bahut Chupke yah video Banai hai ki Sar Kisi rishtedaron Ko Pata Chal Jaega To Hamari bezzati ho jayegi lekin main Majburi Mein yah video banaaiye Sar please Hamari madad kijiye

Share Now Ask Question Reply Now Contact Submit Complaint

Related complaints

Complaints

    Service issue | Complaint | Query | Feedback | Suggestion | Reply